Lyrics to Yeh Mera Dil
Yeh Mera Dil Video:
Yeh mera dil yaar ka deewana Deewana deewana pyaar ka parwaana Aata hai mujhko pyaar mein jal jaana Mushkil hai pyaare tera bachke jaana 2x Yeh mera dil yaar ka deewana 2 x (Dil voh chaahe jisse, chaahe jisse usse paaye Pyaar voh yaar ke jo naam pe hi mit jaaye) Jaan ke badle mein jaan loon nazraana Yeh mera dil yaar ka deewana Deewana deewana pyaar ka parwaana 2x(Pal pal ek halchal, dil mein ek toofaan hai Aane ko hai voh manzil jiska mujhe armaan hai) Bhool jana tujhe dil ka yeh takraana Yeh mera dil yaar ka deewana Deewana deewana pyaar ka parwaana Aata hai mujhko pyaar mein jal jaana Mushkil hai pyaare tera bachke jaana 2x Yeh mera dil yaar ka deewana




Songwriters:
Publisher:
Powered by LyricFind