Lyrics to Morya Re
Morya Re Video:
Mere saare palchin, saare din tarsenge Sunle tere bin?. Tujhko phir se jalwa dikhana hi hoga Agle barsana hai aana hi hoga Dekhengi teri raahen, pyasi pyasi nigahen Toh maanle tu maan bhi le kehna mera Lautke tujhko aana hai, sunle kehta deewana hai Jab tera darsan paayenge chain tab humko paana hai Oh morya moriya morya re Bappa morya morya morya re Ho, khushiyon ke din ho, ke gham ka zamana Dil bas leta hai naam tera Tere hi karan hai jeevan suhana Tu hi toh man mein tan-man mein basa Har ghadi thaan rahe tera Main hoon tera chahnewaala Japta hoon teri maala Toh maanle tu maan bhi le kehna mera Lautke tujhko aana hai sunle kehta deewana hai Jab tera darsan paayenge chain tab humko paana hai Oh moriya moriya moriya re Bappa moriya moriya moriya re Tu hi toh karta hai poori har aasha Tu hi toh beda paar kare Tu hi toh samjhe jo man ki hai bhasha Tu hi toh dhadkan dilon ki sune Tujhse hai duniya mein kya chupa Ab main tujhse kya mangoon Tu mera main tera hoon Toh maanle tu maan bhi le kehta mera Lautke tujhko aana hai sunle kehna deewana hai Jab tera darsan paayenge chain tab humko paana hai Oh moriya moriya moriya re Bappa moriya moriya moriya re Hey tujhko phir se jalwa dikhana hi hoga Agle barsana hai aana hi hoga!




Songwriters:
Publisher:
Powered by LyricFind