Jaan Meri Jaa Rahi Sanam Lyrics

Lucky-No time for Love

Non-album songs

Lyrics to Jaan Meri Jaa Rahi Sanam
Jaan Meri Jaa Rahi Sanam Video:
Aa ke bharloo bazuon mein tumko hai kasam jaan meri jaa rahi sanam jaan meri jaa rahi sanam Aa ki bharloo bazuon mein tumko hai kasam jaan meri jaa rahi sanam hoo jaan meri jaa rahi sanam Aa ki bharloo bazuon mein tumko hai kasam jaan meri jaa rahi sanam jaan meri jaa rahi sanam kya mohabbat hai kya nazaara hai kal talak ye dil tha mera ab tumhara hai kya tamanna hai kya ishara hai hamne to pal pal tadap ke pal guzaara hai ho hamne to pal pal tadap ke pal guzaara hai dekho dekho na ab karo na mujhpe yu sitam jaan meri jaa rahi sanam hoo jaan meri jaa rahi sanam Aa ki bharloo bazuon mein tumko hai kasam jaan meri jaa rahi sanam jaan meri jaa rahi sanam kya ladakpan hai kya jawaani hai ab tumhare naam saari zindagani hai kya haqeeqat hai kya kahaani hai saamne mere, mere sapno ki rani hai hoo saamne mere, mere sapno ki rani hai ab saha na ab saha na jaaye mujhse doori ka ye gham jaan meri jaa rahi sanam hoo jaan meri jaa rahi sanam Aa ki bharloo bazuon mein tumko hai kasam jaan meri jaa rahi sanam jaan meri jaa rahi sanam jaan meri jaa rahi sanam




Songwriters:
Publisher:
Powered by LyricFind